height-badhane-ke-aasaan-tarike

Height Kaise Badhaye | Lambai badhane ke asaan tarike

आज हम आपको लम्बाई बढ़ने के आसान तरीको के बारे में बताते हैं। कुछ शारीरिक गतिविधियों को अपनाकर हम अपनी हाइट को बड़ा सकते हैं। एक सामान्य व्यक्ति अपने खान पान और दिनचर्या में परिवर्तन करके , अपनी लम्बाई को बढ़ा सकता हैं। तेजी से हाईट बढ़ाने के तरीके Teji Se Hight Bdane Ke Tarike

Lambai Kam Hone Ke Karan | लम्बाई कम होने के कारण

  • Hamara diet ka sahi nhi hona
  • Puri nind nhi lena
  • Bethne ka sahi tarika nhi hona
  • Jyada Oily food & Fast Food khana
  • Smoking karna
  • Khane me Poshak Tatav ka Nhi Hona
  • Body me Protine, Vitamins & Calcium ki kami hona
  • Bilkul bhi exercise nhi karna
  • Morning me lete tak utana
  • Khane aur Sone ka sahi time pr nhi hona
  • Jenetics Problem bhi Hight kam Hone ke karan hain |

Lambai badhane ke Gharelu/Desi Nuskhe | लम्बाई बढ़ाने के घरेलु नुस्खे/ देसी नुस्खे

Lambai badhane ke desi nushko me Sahi Khaan Paan , Puri Nind Aur Saririk Vyayam aate hain. Hum apane Danik Kam karne ke Tariko ko badalna padega . Jisme Sabse Pahle Jaldi Utana , swach paani pina aur exersize karna. Exersize me Yoga karna (jisme surya namaskar, pranayam, kapaal-bhati, dand bethak etyadi ) jaruri hai. Iske 1 Gante baad foods aur Cow Milk lena best hai. Iske baad 2 Gante ke baad khana kha sakte hain. shaam ka khana bhi Suryast se jyada late night me nhi khana chaheye. Khane me Oily food ka upyog kam karna chaheye(Jese-Ghee, Tel aur jyada protine wali chije). Saath me Fast Food bhi nhi lena chaheye. Raat ko lag-bhag 6 se 8 Gante ki Nind leni chaheye. Kabhi Kabhi Vrat nhi rakhna chaheye jo ki lambai badhane me aavasak hain.

Lambai badane ki Exercise |लम्बाई बढ़ाने की एक्सरसाइज

  1. Skipping A Rope | रस्सी कूदना – रस्सी कूदना hight bdane ki best exersize hain. Rasee Kudne se lambai ke saath saath Motapa ko kam karna kiya jata hain. Isko Morning aur Evening Exersize me kiya ja sakta hain. Aapko bazar aur Online Shopping karke Jump Karne ki Rassi mil jati hain.
  2. Running Karna – Lambai bdane ke liye Running karna bhi Bahut jaruri exercize hai. Running ko morning aur evening ke samay kiya jata hai. Running karte samay aache Shoes hona jaruri hai, saath me Halke kapde pahanne chhiye.
  3. GYM Exersize – 1.Toe walk exercise (jo ki strach walking exercise hai). 2.Hanging Cycle exercise 3. Forver Straches (peet aur legs ke liye) 4. Cat and Dog strach(hath ke liye)
  4. Swiming – Swiming kana bhi lambai badhane ki best exercise hai. Sabhi Professional man swiming ko importance dete hai. Daily 30 se 40 minte lambai bdane ki jaruri exercise hai.

Height badhane ki Diet | हाइट बढ़ाने की डाइट

Lambai badhane ke liye kaane ki cheezo ka dyaan rakhna bahut jaruri hai. Kuch cheejo ko daily life me use me lana chaheye jo nimmn hai.

  • DUGDH – Jisme dudh ka sevan morning me exercise aur evening me sleep karne ke samay aacha rahta hai. Dugdh me Calcium bharpur matra me hota hai saath he isme protein aur vitamin bhi hai, jo sarir me structure ko lambai deta hai.
  • DAHI – Dahi ko bhi diet me jarur samil karna chahiye. Dahi me Protein, Calcium, Magnesium, Phosphorus ,Potassium bharpur matra me hote hai. Dahi ko khane ka samay morning se afternoon ke beech me sahi hota hai.
  • Loki ka Juice – Vese to loki khane ke bahut saare fayde hai. Lekin Aaurveda ke anusaar loki ke juice ko morming me khali pat lena thik rahta hai. Yah height badhane ka best juice hai.
  • saljam – isko salaad aur juice me lete hai.
  • Beens / Faliya
  • Hari Sabjiya – Khane me green sabjiyo ka jyada se jyada upyog karna chaheye. Hari sabjiyo me Vitamin-K, Calcium, Iron, Magnesium, Potassium bahut jyada hote hai jo ki hight ko badhane me bahut important hai.
  • Non-Veg – Chikan ek best nonveg food hai jisse height jaldi groth hoti hai. Chikan me Protein aur Vitamin B 12 hote hai jo lambai badhane aur height ko maintain karne me important roll hai. hafte me 2 baar isko khana thik rahta hai.
  • Baadaam – Hight badhane ke Daily morning break fast me 4-5 baadaam lene chaheye.

Lambai badhane ki Umar। लम्बाई बढ़ने की उम्र

Vartamaan Yug me sab kuch sambhav hai jisme jambai ko badhana bhi sambhav hai . Jab ek Vyakti 18-21 Saal ki age tak aata hai to uski lambai paryapt badhti jati hai. Is age bacche apani exercise, diet aur uchit bhojan se apni body ko grow karte hai, Jisse unki hight badh sakti hai.

Lekin 18-21 saal ke vyakti apani umer ke anusaar body ki ucit growth ho jati hai. Isse badhi umer ke loga me keval exercise se body growth ko badhaya ja sakta hai. Exercise me unke dawara running karna best exercise hai. Running kaarte samay Best Sports Shoes jaruri hai.

Motivation

Hight ka kam hona ek Genetics Problem hai lekin isko dur kiya ja sakta hai. Hum Positive soch rakhna chahiye aur daily exercise ke saath healthy food ka apnakar hum apani height grow karna ho sakta hai. Is tarah aap hamari Height Increase guide se apani hight ko grow kar sakte ho.

FAQ Section

Height/Lambai kese badhaye ?

Ans: Exercise, Healthy Food & Positive Mindset se hight badha sakte hain.

Height badhane ke liye konsi exercise karna best hai ?

Ans: Height badhane ke liye Rope Skipping, Running, GYM, Swiming karna best rahta hai.

Jaldi Height kese badhaye ?

Ans: Height badhane me samay lagta hai. Lekin daily exersice aur diet se hight ko bdaya ja sakta hai.

Ladko ki height kab tak badhati hai ?

Ans: saamanya ladko ki height 21 saal tak badhati hai.

ladkiyo ki height kab tak badhati hai ?

Ans: ladkiyo ki height maximum 18 saal ki age tak badhati hai.

Height badhane ke liye kya khana chahiye ?

Ans: Height badhane ke liye Hari sabjiya, Dugdh, Dahi, Loki ka Juice, Baadam, Chikan aadi khane chaheye.

Boys aur Girls me lambai kab tak badhati hai ?

Ans: Ladko ki 21 saal ki umar tak aur Ladkiya ki 18 saal ki umar tak hi lambai badhati hai.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *